top button
Flag Notify
    Connect to us
      Site Registration

Site Registration

Din me soye, Raat me roye, Jitna Roye Utna Khoye, Kaun hoon mein ?

+1 vote
7,266 views
Din me soye, Raat me roye, Jitna Roye Utna Khoye, Kaun hoon mein ?
posted Aug 26, 2014 by anonymous

Share this puzzle
Facebook Share Button Twitter Share Button LinkedIn Share Button

1 Answer (Check Answer ▼)





Similar Puzzles
0 votes

Dunia bhar ki karta sair,
Dharti pe na rakhta pair,
Din me sota raat me jagta,
Raat andheri mere bagair,
Jaldi batao mai hu kaun?

+1 vote

Mein Delhi gaya tha ghumne, wahan mera purse chori ho gaya tha, mene Delhi me rahne wale apne 2 dosto ke paas se paise liye : 1 se Rs 1000 /- ka note, Aur dusre se Rs 500 /- ka note. Mere se Rs 1000 gum ho gaye, Rs 500 se maine Rs 300 ki shopping kar li aur baaki Rs 200 mein se Rs 100 usko diye jisse Rs 500 liye the or dusre Rs 100 usko diye jisse Rs 1000 liye the .
Ab Rs 900 ek dost ke udhar or Rs 400 dusre dost ke udhar hai.Toh Rs 900+ Rs 400 = Rs 1300 ho gaye aur Rs 300 ki maine shopping ki thi.
Toh Rs 300 + Rs 1300 = Rs 1600 ho gaye or maine to apne dosto se Rs 1500 liye the to Rs 100 kaha se aaye?

0 votes

हर उत्तर के अंत में ली आना चहिये

  1. दुल्हन की बिदाई
  2. बगिया का रखवाला
  3. एक किताब का नाम
  4. एक फूल का नाम
  5. एक शहर का नाम
  6. पूजा में हाथ में बाँधते हैं
  7. एक सब्जी का नाम
  8. ज्योतिषी को दिखाते हैं
  9. हँसी मजाक को कहते हैं
  10. एक त्यौहार का नाम
  11. एक पालतू जानवर
  12. एक पत्रिका
  13. एक फिल्म
  14. दिवाली पर डालते हैं
  15. बरसात में कड़कती हैं
  16. बिमार होने पर खाते हैं
  17. Mumbai में लोग इसमे रहते हैं
  18. परिवार के लोग इसमे खाते हैं
  19. बंदूक दागने पर निकलती हैं
  20. हर मोड़ पर मिलती हैं
  21. पानी में रहती हैं
  22. मेरी दोस्त मेरी सखी
  23. बुझो तो जाने
+1 vote

Ek ladki Ghar mein Baithi thi.
Ghar ka darwaja under se band hai.
Ghar ke bahar ek Aadmi aata hai aur darwaja bajata hai.
Ladki: Kon Hai.?
Aadmi: Teri Sasu aur Meri Sasu ristey mein Maa Beti hai
To darwaje ke bahar wale Aadmi aur Ghar ke under wali Ladki mein kya Rishta hai?

...